Kriyasya PULSE
Spirituality Bhajan

sadhu ke bhajan ka koi na pata

Listen and chant sadhu ke bhajan ka koi na pata, dedicated to Lord Divine. Complete Hindi lyrics, Hinglish phonetic recitation, and spiritual meaning.

By Pulse Companion 2 min read Updated September 13, 2026 Curated by Kriyasya

Experience the sacred vibration of sadhu ke bhajan ka koi na pata, a profound devotional hymn dedicated. Read the authentic Devanagari lyrics, phonetic Hinglish chanting guide, soulful Hindi भावार्थ, and English spiritual translation below.

sadhu ke bhajan ka koi na pata — सम्पूर्ण पाठ (Hindi Lyrics)

रख ली दाढ़ी, बढ़ा ली जटा,
साधु के भजन का कोई न पता…

एक दिन मंदिर में देखा,
कर रहे पूजा, बजावे घंटा,
साधु के भजन का कोई न पता…

एक दिन संतों के बीच देखा,
ले रहे गांजा और पीवे सुल्फा,
साधु के भजन का कोई न पता…

एक दिन जंगल में देखा,
हाथों में पानो के खोले पटा,
साधु के भजन का कोई न पता…

एक दिन ठेके पर देखा,
हाथों में पउवा, वह कर रहे नशा,
साधु के भजन का कोई न पता…

एक दिन थाने में देखा,
बोल रहे झूठ, उनके पढ़ रहे डंडा,
साधु के भजन का कोई न पता…

एक दिन वह कोर्ट में देखा,
हो रही बयान, बांके ठाड़े गवाह,
साधु के भजन का कोई न पता…

एक दिन जेलों में देखा,
हाथ कटोरा, वो पी रहे मट्ठा,
साधु के भजन का कोई न पता…

sadhu ke bhajan ka koi na pata — Phonetic Romanized Chanting (Hinglish)

Rakh li dadhi, badha li jata,
Sadhu ke bhajan ka koi na pata…

Ek din mandir mein dekha,
Kar rahe puja, bajave ghanta,
Sadhu ke bhajan ka koi na pata…

Ek din santon ke beech dekha,
Le rahe ganja aur pive sulfa,
Sadhu ke bhajan ka koi na pata…

Ek din jungle mein dekha,
Hathon mein pano ke khole pata,
Sadhu ke bhajan ka koi na pata…

Ek din theke par dekha,
Hathon mein pauva, vah kar rahe nasha,
Sadhu ke bhajan ka koi na pata…

Ek din thane mein dekha,
Bol rahe jhooth, unke padh rahe danda,
Sadhu ke bhajan ka koi na pata…

Ek din vah court mein dekha,
Ho rahi bayan, banke thade gawaha,
Sadhu ke bhajan ka koi na pata…

Ek din jailon mein dekha,
Haath katora, vo pi rahe mattha,
Sadhu ke bhajan ka koi na pata…

भक्ति भावार्थ एवं आध्यात्मिक सार (Spiritual Meaning)

हिन्दी भावार्थ

यह भजन बाहरी वेशभूषा और आडंबर पर व्यंग्य करता है, जो साधुत्व के वास्तविक अर्थ को छिपाते हैं। सच्चा भजन बाहरी दिखावे में नहीं, बल्कि आंतरिक शुद्धि और ईश्वर के प्रति अनन्य भक्ति में निहित है।

English Spiritual Translation

This hymn critiques the outward appearance and ostentation that mask the true essence of asceticism. True devotion is not found in external displays but in inner purity and unwavering surrender to the Divine.

Sacred Lyrics & Educational Fair-Use Notice

Lyrics, hymns, and spiritual verses displayed on Kriyasya are presented strictly for cultural, devotional, and educational purposes under the Fair Use doctrine. We deeply revere all original composers, traditional lyricists, and recording artists, and do not promote copyright infringement. If you enjoy this music, please support the artists by purchasing their official releases on licensed platforms such as YouTube Music, Spotify, Gaana, JioSaavn, and Apple Music. Copyright owners or authorized representatives may contact us directly at [email protected] regarding any content verification or takedown requests; our compliance desk reviews and resolves all legitimate notices within 48 hours.

Share This Insight Bhajans

Listen and chant sadhu ke bhajan ka koi na pata, dedicated to Lord Divine. Complete Hindi lyrics, Hinglish phonetic recitation, and spiritual…

sadhu ke bhajan ka koi na pata

Share to WhatsApp Post