Kriyasya PULSE
Spirituality Bhajan

maya mein man apna jo faanse se rahte hai Bhajan Lyrics

Sacred lyrics, Devanagari Hindi text, Hinglish phonetic transliteration, and spiritual meaning of maya mein man apna jo faanse se rahte hai Bhajan Lyrics.

By Pulse Companion 1 min read Updated September 12, 2026 Curated by Kriyasya

Lyrics (Language: Hindi – Hindi / Devanagari)

माया में मन अपना,

जो फांसे से रहते है।

दोहा – माया चार प्रकार की,

एक बिलसे एक खाए,

एक मिलावे हरि को,

एक नरक ले जाए।

माया में मन अपना,

जो फांसे से रहते है,

रहकर भी समंदर में,

वो प्यासे रहते है।।

माया तो दासी है,

संतों का कहना है,

पर आज के इंसा का,

माया ही गहना है,

दलदल में जीवन को,

जो धांसे रहते है,

रहकर भी समंदर में,

वो प्यासे रहते है।

हीरा भी पत्थर है,

गर चमक नहीं उसमें,

इंसान पशु समझो,

ना समझ रही जिसमें,

पल या दो पल बनके,

वो तमाशे रहते है,

रहकर भी समंदर में,

वो प्यासे रहते है।

नफरत निंदा चुगली,

भक्तों जो करते है,

यह समझ लो वो बंदे,

जीते ना मरते है,

उनके हरदम खाली,

फिर कांसे रहते है,

रहकर भी समंदर में,

वो प्यासे रहते है।

माया मे मन अपना,

जो फांसे से रहते है,

रहकर भी समंदर में,

वो प्यासे रहते है।।

Lyrics (Language: Hinglish – Transliteration)

maya mein man apna,

jo faanse se rahte hai.

doha – maya chaar prakaar ki,

ek bilse ek khaaye,

ek milaave Hari ko,

ek narak le jaaye.

maya mein man apna,

jo faanse se rahte hai,

rahkar bhi samandar mein,

wo pyaase rahte hai.!!

maya to daasi hai,

santon ka kehna hai,

par aaj ke insaa ka,

maya hi gehna hai,

daldal mein jeevan ko,

jo dhaanse rahte hai,

rahkar bhi samandar mein,

wo pyaase rahte hai.

heera bhi patthar hai,

gar chamak nahi usmein,

insaan pashu samjho,

na samajh rahi jismein,

pal ya do pal ban ke,

wo tamashe rahte hai,

rahkar bhi samandar mein,

wo pyaase rahte hai.

nafrat ninda chugli,

bhakton jo karte hai,

yeh samajh lo wo bande,

jeete na marte hai,

unkar hardam khaali,

fir kaanse rahte hai,

rahkar bhi samandar mein,

wo pyaase rahte hai.

maya mein man apna,

jo faanse se rahte hai,

rahkar bhi samandar mein,

wo pyaase rahte hai.!!

Sacred Lyrics & Educational Fair-Use Notice

Lyrics, hymns, and spiritual verses displayed on Kriyasya are presented strictly for cultural, devotional, and educational purposes under the Fair Use doctrine. We deeply revere all original composers, traditional lyricists, and recording artists, and do not promote copyright infringement. If you enjoy this music, please support the artists by purchasing their official releases on licensed platforms such as YouTube Music, Spotify, Gaana, JioSaavn, and Apple Music. Copyright owners or authorized representatives may contact us directly at [email protected] regarding any content verification or takedown requests; our compliance desk reviews and resolves all legitimate notices within 48 hours.

Share This Insight Faith & Devotion

Sacred lyrics, Devanagari Hindi text, Hinglish phonetic transliteration, and spiritual meaning of maya mein man apna jo faanse se rahte hai Bhajan…

maya mein man apna jo faanse se rahte hai Bhajan Lyrics

Share to WhatsApp Post