Experience the sacred vibration of Madhuban Ke Mandiro Me Bhagwaan Bas Raha Hai, a profound devotional hymn dedicated. Read the authentic Devanagari lyrics, phonetic Hinglish chanting guide, soulful Hindi भावार्थ, and English spiritual translation below.
Madhuban Ke Mandiro Me Bhagwaan Bas Raha Hai — सम्पूर्ण पाठ (Hindi Lyrics)
मधुबन के मंदिरों में भगवान बस रहा है ।
पारस प्रभु के दर पे सोना बरस रहा है ॥
आध्यात्म का यह सोना पारस ने खुद दिया है,
ऋषिओं ने इस धरा से निर्वाण पद लिया है ।
सदिओं से इस शिखर का स्वर्णिम सुयश रहा है,
पारस प्रभु के दर पे सोना बरस रहा है ॥
मधुबन के मंदिरों में…
तीर्थंकरों के तप से पर्वत हुआ यह पावन,
केवल्य रश्मिओं का बरसा यहां सावन ।
उस ज्ञानामृत के जल से पर्वत सरस रहा है,
पारस प्रभु के दर पे सोना बरस रहा है ॥
मधुबन के मंदिरों में…
पर्वत के गर्भ में है रत्नो का है वो खजाना,
जब तक है चंन्द सूरज होगा नहीं पुराना ।
जन्मा है जैन कुल में तू क्यों तरस रहा है,
पारस प्रभु के दर पे सोना बरस रहा है ॥
मधुबन के मंदिरों में…
नागो को भी यह पारस राजेन्द्र सम बनाए,
उपसरग के समय जो धेन्द्र बन के आए ।
पारस के सर पे देवी पद्मावती यहाँ है,
पारस प्रभु के दर पे सोना बरस रहा है ॥
मधुबन के मंदिरों में…
Phonetic Hinglish Chanting Guide
Madhuban ke mandiron mein Bhagwan bas raha hai.
Paras Prabhu ke dar pe sona baras raha hai.
Aadhyaatm ka yeh sona Paras ne khud diya hai,
Rishiyon ne is dhara se nirvaan pad liya hai.
Sadiyon se is shikhar ka swarnim suyash raha hai,
Paras Prabhu ke dar pe sona baras raha hai.
Madhuban ke mandiron mein…
Tirthankaron ke tap se parvat hua yeh paavan,
Kevalya rashmiyon ka barsa yahan saavan.
Us gyanamrit ke jal se parvat saras raha hai,
Paras Prabhu ke dar pe sona baras raha hai.
Madhuban ke mandiron mein…
Parvat ke garbh mein hai ratno ka hai woh khazaana,
Jab tak hai chand suraj hoga nahin puraana.
Janma hai Jain kul mein tu kyun taras raha hai,
Paras Prabhu ke dar pe sona baras raha hai.
Madhuban ke mandiron mein…
Naagon ko bhi yeh Paras Rajendra sam banaaye,
Upsarg ke samay jo Dhendra ban ke aaye.
Paras ke sar pe Devi Padmavati yahan hai,
Paras Prabhu ke dar pe sona baras raha hai.
Madhuban ke mandiron mein…
पवित्र भावार्थ (Hindi Bhavarth)
यह भजन मधुबन के पावन धाम में विराजमान भगवान पार्श्वनाथ की महिमा का गान करता है। प्रभु के चरणों में आने वाले को आध्यात्मिक धन और मोक्ष का अनमोल खजाना प्राप्त होता है, मानो सोना बरस रहा हो। यह स्थान तीर्थंकरों की तपस्या और केवलज्ञान की ज्योति से पवित्र है, जहाँ भक्तगण शांति और समृद्धि पाते हैं।
Spiritual Essence & English Meaning
This hymn celebrates the divine presence of Lord Parshvanath in the sacred temples of Madhuban, where devotion bestows spiritual riches akin to showering gold. This hallowed ground, sanctified by the penance of Tirthankaras and the light of Kevala Jnana, offers devotees profound peace and eternal prosperity.
Immerse in Kriyasya Devotional World
Listen to continuous meditative chanting, daily prayers, and sacred aartis in Kriyasya Devotional World.
Lyrics, hymns, and spiritual verses displayed on Kriyasya are presented strictly for cultural, devotional, and educational purposes under the Fair Use doctrine. We deeply revere all original composers, traditional lyricists, and recording artists, and do not promote copyright infringement. If you enjoy this music, please support the artists by purchasing their official releases on licensed platforms such as YouTube Music, Spotify, Gaana, JioSaavn, and Apple Music. Copyright owners or authorized representatives may contact us directly at [email protected] regarding any content verification or takedown requests; our compliance desk reviews and resolves all legitimate notices within 48 hours.