Kriyasya PULSE
Spirituality Bhajan

barsat ho rahi hai

Listen and chant barsat ho rahi hai, dedicated to Lord Divine. Complete Hindi lyrics, Hinglish phonetic recitation, and spiritual meaning.

By Pulse Companion 2 min read Updated September 13, 2026 Curated by Kriyasya

Experience the sacred vibration of barsat ho rahi hai, a profound devotional hymn dedicated. Read the authentic Devanagari lyrics, phonetic Hinglish chanting guide, soulful Hindi भावार्थ, and English spiritual translation below.

barsat ho rahi hai — सम्पूर्ण पाठ (Hindi Lyrics)

प्रेम से बोलिए शेरावाली मैया की
जय हो..
बरसात हो रही है,
बरसात हो रही है,
वैष्णो देवी माँ कृपा की बरसात हो रही है,
वैष्णो देवी माँ कृपा की बरसात हो रही है,

जम्मू कटरा में माँ वैष्णो धाम है स्थित,
जहाँ माँ के दिव्य दर्शन से बदलती परिस्थिति,
जहाँ माँ के दिव्य दर्शन से बदलती परिस्थिति,
मुलाकात हो रही है,
दिन रात हो रही है,
वैष्णो देवी माँ कृपा की बरसात हो रही है,
वैष्णो देवी माँ कृपा की बरसात हो रही है….

माँ की कृपा से मेरा सब काम हो रहा है,
गाती हूँ माता, माता मेरा नाम हो रहा है,
माँ की कृपा से मेरा सब काम हो रहा है,
गाती हूँ माता, माता मेरा नाम हो रहा है,
गाती हूँ माता, माता मेरा नाम हो रहा है,
दिन रात हो रही है,
बार-बार हो रही है, लगातार हो रही है,
वैष्णो देवी माँ कृपा की बरसात हो रही है,
वैष्णो देवी माँ कृपा की बरसात हो रही है….

पतवार के बिना ही मेरी नाव चल रही है,
हैरान है ज़माना, मंज़िल भी मिल रही है,
पतवार के बिना ही मेरी नाव चल रही है,
हैरान है ज़माना, मंज़िल भी मिल रही है,
हैरान है ज़माना, मंज़िल भी मिल रही है,
लगातार हो रही है,
लगातार हो रही है, एक साथ हो रही है,
वैष्णो देवी माँ कृपा की बरसात हो रही है,
वैष्णो देवी माँ कृपा की बरसात हो रही है…

मैया कृपा की भैया अरुण पर रहती छाया,
मैया कृपा से तारा ने मधुर भजन गाया,
मैया कृपा की भैया अरुण पर रहती छाया,
मैया कृपा से तारा ने मधुर भजन गाया,
मैया कृपा से तारा ने मधुर भजन गाया,
एक साथ हो रही है,
बार-बार हो रही है, लगातार हो रही है,
वैष्णो देवी माँ कृपा की बरसात हो रही है,
वैष्णो देवी माँ कृपा की बरसात हो रही है,
बरसात हो रही है,
बरसात हो रही है,
वैष्णो देवी माँ कृपा की बरसात हो रही है,
वैष्णो देवी माँ कृपा की बरसात हो रही है….

barsat ho rahi hai — Phonetic Romanized Chanting (Hinglish)

Prem se boliye Sherawali Maiya ki
Jai ho..
Barsaat ho rahi hai,
Barsaat ho rahi hai,
Vaishno Devi Maa kripa ki barsaat ho rahi hai,
Vaishno Devi Maa kripa ki barsaat ho rahi hai,

Jammu Katra mein Maa Vaishno Dham hai sthit,
Jahan Maa ke divya darshan se badalti paristhiti,
Jahan Maa ke divya darshan se badalti paristhiti,
Mulaqaat ho rahi hai,
Din raat ho rahi hai,
Vaishno Devi Maa kripa ki barsaat ho rahi hai,
Vaishno Devi Maa kripa ki barsaat ho rahi hai….

Maa ki kripa se mera sab kaam ho raha hai,
Gati hoon Mata, Mata mera naam ho raha hai,
Maa ki kripa se mera sab kaam ho raha hai,
Gati hoon Mata, Mata mera naam ho raha hai,
Gati hoon Mata, Mata mera naam ho raha hai,
Din raat ho rahi hai,
Baar-baar ho rahi hai, lagaataar ho rahi hai,
Vaishno Devi Maa kripa ki barsaat ho rahi hai,
Vaishno Devi Maa kripa ki barsaat ho rahi hai….

Patwaar ke bina hi meri naav chal rahi hai,
Hairaan hai zamaana, manzil bhi mil rahi hai,
Patwaar ke bina hi meri naav chal rahi hai,
Hairaan hai zamaana, manzil bhi mil rahi hai,
Hairaan hai zamaana, manzil bhi mil rahi hai,
Lagaataar ho rahi hai,
Lagaataar ho rahi hai, ek saath ho rahi hai,
Vaishno Devi Maa kripa ki barsaat ho rahi hai,
Vaishno Devi Maa kripa ki barsaat ho rahi hai…

Maiya kripa ki bhaiya Arun par rehti chhaaya,
Maiya kripa se Tara ne madhur bhajan gaaya,
Maiya kripa ki bhaiya Arun par rehti chhaaya,
Maiya kripa se Tara ne madhur bhajan gaaya,
Maiya kripa se Tara ne madhur bhajan gaaya,
Ek saath ho rahi hai,
Baar-baar ho rahi hai, lagaataar ho rahi hai,
Vaishno Devi Maa kripa ki barsaat ho rahi hai,
Vaishno Devi Maa kripa ki barsaat ho rahi hai,
Barsaat ho rahi hai,
Barsaat ho rahi hai,
Vaishno Devi Maa kripa ki barsaat ho rahi hai,
Vaishno Devi Maa kripa ki barsaat ho rahi hai….

भक्ति भावार्थ एवं आध्यात्मिक सार (Spiritual Meaning)

हिन्दी भावार्थ

यह भजन माँ वैष्णो देवी की असीम कृपा का वर्णन करता है। भक्त की आस्था और प्रेम से माँ की कृपा की वर्षा निरंतर हो रही है, जिससे जीवन की सभी बाधाएं दूर हो रही हैं और हर कार्य सुगमता से संपन्न हो रहा है। माँ के दिव्य दर्शन से जीवन की दिशा और दशा दोनों बदल जाती है।

English Spiritual Translation

This hymn celebrates the boundless grace of Mother Vaishno Devi, portraying her blessings as a continuous downpour of divine favor. The devotee’s unwavering faith and love invite this celestial shower, dissolving life’s obstacles and facilitating every endeavor. The mere sight of the Divine Mother transforms circumstances, guiding the soul towards its ultimate destination.

Sacred Lyrics & Educational Fair-Use Notice

Lyrics, hymns, and spiritual verses displayed on Kriyasya are presented strictly for cultural, devotional, and educational purposes under the Fair Use doctrine. We deeply revere all original composers, traditional lyricists, and recording artists, and do not promote copyright infringement. If you enjoy this music, please support the artists by purchasing their official releases on licensed platforms such as YouTube Music, Spotify, Gaana, JioSaavn, and Apple Music. Copyright owners or authorized representatives may contact us directly at [email protected] regarding any content verification or takedown requests; our compliance desk reviews and resolves all legitimate notices within 48 hours.

Share This Insight Bhajans

Listen and chant barsat ho rahi hai, dedicated to Lord Divine. Complete Hindi lyrics, Hinglish phonetic recitation, and spiritual meaning.

barsat ho rahi hai

Share to WhatsApp Post