Experience the sacred vibration of baba ke jagran me, a profound devotional hymn dedicated. Read the authentic Devanagari lyrics, phonetic Hinglish chanting guide, soulful Hindi भावार्थ, and English spiritual translation below.
baba ke jagran me — सम्पूर्ण पाठ (Hindi Lyrics)
रात जगी बाबा की, तो गाने को जी कर गया,
जब बाजन लाग्या साज, नाचने को जी कर गया।
बाबा के जागरण में गाने को जी कर गया,
बाबा के जागरण में गाने को जी कर गया।
बाजन लाग्या साज, तो नाचने को जी कर गया……
यहाँ ढोल मजीरे बाज रहे, यहाँ सब मस्ती में नाच रहे,
यहाँ ढोल मजीरे बाज रहे, यहाँ सब मस्ती में नाच रहे।
हो मस्ती में जयकारे लावन को जी कर गया,
हो मस्ती में जयकारे लावन को जी कर गया।
बाजन लाग्या……
बाजन लाग्या साज, तो नाचने को जी कर गया,
बाबा के जागरण में गाने को जी कर गया,
बाजन लाग्या साज, तो नाचने को जी कर गया……
दरबार में लड़ियाँ दमक रही, दमक रही,
बाबा की सूरत चमक रही, चमक रही।
ले काजल बाबा की नज़र उतारने को जी कर गया,
बाजन लाग्या……
बाजन लाग्या साज, तो नाचने को जी कर गया,
बाबा के जागरण में गाने को जी कर गया,
बाजन लाग्या साज, तो नाचने को जी कर गया……
भक्ति में हुआ दीवाना रे, दीवाना रे,
मैंने पागल कहें ज़माना रे, ज़माना रे।
बालाजी के प्यार में रंगने को जी कर गया,
बाजन लाग्या……
बाजन लाग्या साज, तो नाचने को जी कर गया,
बाबा के जागरण में गाने को जी कर गया,
बाजन लाग्या साज, तो नाचने को जी कर गया……
हनुमान सा भगत निराला हो, निराला हो,
कण कण में हुआ उजाला हो, उजाला हो।
कहे करिश्मा नींद छोड़ जागण को जी कर गया,
बाजन लाग्या……
बाजन लाग्या साज, तो नाचने को जी कर गया,
बाबा के जागरण में गाने को जी कर गया,
बाजन लाग्या साज, तो नाचने को जी कर गया……
baba ke jagran me — Phonetic Romanized Chanting (Hinglish)
Raat jagi Baba ki, toh gaane ko jee kar gaya,
Jab baajan lagya saaj, naachne ko jee kar gaya.
Baba ke jaagran mein gaane ko jee kar gaya,
Baba ke jaagran mein gaane ko jee kar gaya.
Baajan lagya saaj, toh naachne ko jee kar gaya……
Yahaan dhol majire baaj rahe, yahaan sab masti mein naach rahe,
Yahaan dhol majire baaj rahe, yahaan sab masti mein naach rahe.
Ho masti mein jaikare laavan ko jee kar gaya,
Ho masti mein jaikare laavan ko jee kar gaya.
Baajan lagya……
Baajan lagya saaj, toh naachne ko jee kar gaya,
Baba ke jaagran mein gaane ko jee kar gaya,
Baajan lagya saaj, toh naachne ko jee kar gaya……
Darbaar mein laadiyan damak rahi, damak rahi,
Baba ki soorat chamak rahi, chamak rahi.
Le kaajal Baba ki nazar utaarne ko jee kar gaya,
Baajan lagya……
Baajan lagya saaj, toh naachne ko jee kar gaya,
Baba ke jaagran mein gaane ko jee kar gaya,
Baajan lagya saaj, toh naachne ko jee kar gaya……
Bhakti mein hua deewana re, deewana re,
Maine paagal kahe zamaana re, zamaana re.
Balaji ke pyaar mein rangne ko jee kar gaya,
Baajan lagya……
Baajan lagya saaj, toh naachne ko jee kar gaya,
Baba ke jaagran mein gaane ko jee kar gaya,
Baajan lagya saaj, toh naachne ko jee kar gaya……
Hanuman sa bhagat nirala ho, nirala ho,
Kan kan mein hua ujaala ho, ujaala ho.
Kahe karishma neend chhod jaagan ko jee kar gaya,
Baajan lagya……
Baajan lagya saaj, toh naachne ko jee kar gaya,
Baba ke jaagran mein gaane ko jee kar gaya,
Baajan lagya saaj, toh naachne ko jee kar gaya……
भक्ति भावार्थ एवं आध्यात्मिक सार (Spiritual Meaning)
यह भजन प्रभु के जागरण की रात में भक्ति की उमंग और आनंद को व्यक्त करता है। जब प्रभु का स्मरण होता है और संगीत बजता है, तो मन स्वतः ही नाचने और गाने लगता है, यह प्रभु की कृपा का अनुभव है जो भक्त को सब कुछ भुलाकर उसमें लीन कर देता है।
This hymn captures the ecstatic joy and spiritual fervor experienced during the all-night vigil dedicated to the Divine. As sacred music fills the air and the Lord’s presence is felt, the heart spontaneously yearns to sing and dance, a profound testament to divine grace that immerses the devotee in blissful surrender.
Lyrics, hymns, and spiritual verses displayed on Kriyasya are presented strictly for cultural, devotional, and educational purposes under the Fair Use doctrine. We deeply revere all original composers, traditional lyricists, and recording artists, and do not promote copyright infringement. If you enjoy this music, please support the artists by purchasing their official releases on licensed platforms such as YouTube Music, Spotify, Gaana, JioSaavn, and Apple Music. Copyright owners or authorized representatives may contact us directly at [email protected] regarding any content verification or takedown requests; our compliance desk reviews and resolves all legitimate notices within 48 hours.