Skip to main content
Spirituality Bhajan

Ram Naam Ati Meetha Hai Koi Ga Ke Dekh Le Aa Jaate Hain Raam Koi Bula Ke Dekh Le — Lyrics, Hindi भावार्थ & English Meaning

Sacred devotional hymn dedicated to Ram: complete Devanagari Hindi text, phonetic Hinglish chanting guide, soulful Hindi भावार्थ, and English spiritual translation.

By Pulse Companion 2 min read Updated October 24, 2026 Curated by Kriyasya

Experience the sacred vibration of Ram Naam Ati Meetha Hai Koi Ga Ke Dekh Le Aa Jaate Hain Raam Koi Bula Ke Dekh Le, a profound devotional hymn dedicated to Lord Ram. Read the authentic Devanagari lyrics, phonetic Hinglish chanting guide, soulful Hindi भावार्थ, and English spiritual translation below.

Ram Naam Ati Meetha Hai Koi Ga Ke Dekh Le Aa Jaate Hain Raam Koi Bula Ke Dekh Le — सम्पूर्ण पाठ (Hindi Lyrics)

राम नाम अति मीठा है, कोई गा के देख ले
आ जाते हैं राम, कोई बुला के देख ले

आ जाते हैं राम…

जिस घर में अहंकार वहाँ, मेहमान कहाँ से आए,
जिस मन में अभिमान वहाँ, भगवान कहाँ से आए ।
अपने मन मंदिर में ज्योत जगा के देख ले,
आ जाते हैं राम…

आधे नाम पे आ जाते, हो कोई बुलाने वाला
बिक जाते हैं राम कोई हो, मोल चुकाने वाला ।
कोई शबरी जूठे बेर खिला के देख ले,
आ जाते हैं राम…

मन भगवान का मंदिर है, यहाँ मैल न आने देना
हीरा जन्म अनमोल मिला है, इसे व्यर्थ गँवा न देना ।
शीश झुके और प्रभु मिले, झुका के देख ले,
आ जाते हैं राम…

Phonetic Hinglish Chanting Guide

Ram naam ati meetha hai, koi ga ke dekh le
Aa jaate hain Ram, koi bula ke dekh le

Aa jaate hain Ram…

Jis ghar mein ahankaar wahaan, mehmaan kahaan se aaye,
Jis mann mein abhimaan wahaan, Bhagwan kahaan se aaye.
Apne mann mandir mein jyot jaga ke dekh le,
Aa jaate hain Ram…

Aadhe naam pe aa jaate, ho koi bulane wala
Bik jaate hain Ram koi ho, mol chukane wala.
Koi Shabri joothe ber khila ke dekh le,
Aa jaate hain Ram…

Mann Bhagwan ka mandir hai, yahaan mail na aane dena
Heera janm anmol mila hai, ise vyarth ganwa na dena.
Sheesh jhuke aur Prabhu mile, jhuka ke dekh le,
Aa jaate hain Ram…

पवित्र भावार्थ (Hindi Bhavarth)

यह भजन प्रभु श्री राम के नाम की मधुरता और उनकी सुलभता का वर्णन करता है। प्रभु का नाम अत्यंत मीठा है, बस उसे प्रेम से पुकारने की आवश्यकता है। जहाँ अहंकार और अभिमान का वास होता है, वहाँ प्रभु का आगमन संभव नहीं, परन्तु निर्मल मन में वे स्वतः ही आ जाते हैं।

Spiritual Essence & English Meaning

This hymn beautifully expresses the profound sweetness of Lord Ram's name and His effortless accessibility. The divine presence arrives simply by calling out with love, as the name itself is incredibly sweet. Lord Ram cannot reside where ego and pride dwell, but He readily appears in a pure heart that calls Him.

Immerse in Kriyasya Devotional World

Listen to continuous meditative chanting, daily prayers, and sacred aartis in Kriyasya Devotional World.

Explore Devotional Sanctuary →

Sacred Lyrics & Educational Fair-Use Notice

Lyrics, hymns, and spiritual verses displayed on Kriyasya are presented strictly for cultural, devotional, and educational purposes under the Fair Use doctrine. We deeply revere all original composers, traditional lyricists, and recording artists, and do not promote copyright infringement. If you enjoy this music, please support the artists by purchasing their official releases on licensed platforms such as YouTube Music, Spotify, Gaana, JioSaavn, and Apple Music. Copyright owners or authorized representatives may contact us directly at [email protected] regarding any content verification or takedown requests; our compliance desk reviews and resolves all legitimate notices within 48 hours.

Share This Insight Faith & Devotion

Sacred devotional hymn dedicated to Ram: complete Devanagari Hindi text, phonetic Hinglish chanting guide, soulful Hindi भावार्थ, and English spiritual translation.

Ram Naam Ati Meetha Hai Koi Ga Ke Dekh Le Aa Jaate Hain Raam Koi Bula Ke Dekh Le — Lyrics, Hindi भावार्थ & English Meaning

Share to WhatsApp Post