Kriyasya PULSE
Spirituality Bhajan

aaj hai aanand baba nand ke bhavan mein janmashtami bhajan lyrics Bhajan Lyrics

Sacred lyrics, Devanagari Hindi text, Hinglish phonetic transliteration, and spiritual meaning of aaj hai aanand baba nand ke bhavan mein janmashtami bhajan lyrics Bhajan Lyrics.

By Pulse Companion 2 min read Updated September 12, 2026 Curated by Kriyasya

Lyrics (Language: Hindi – Hindi / Devanagari)

आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में,
ऐसा ना आनंद छाया कभी त्रिभुवन में,
आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में।।
जान गए सब हुआ यशोदा के ललना,
झूल रहा नन्द जी के अंगना में पलना,
ढम ढम ढोल बाजे गूंजे है गगन में,
आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में।।
भोला भाला मुखड़ा है तीखी तीखी आँखे,
घुंगराले बाल काले मनमोहन आँखे,
जादू सा समाया कोई बांकी चितवन में,
आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में।।
देवता भी आए सारी देवियां भी आई है,
नन्द और यशोदा को दे रही बधाई है,
बात है जरूर कोई सांवरे ललन में,
आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में।।
सारे ब्रजवासी दौड़े दौड़े चले आ रहे,
झूमे नाचे गाये सारे खुशियां मना रहे,
‘बिन्नू’ खुशियों के फूल खिले कण कण में,
आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में।।
आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में,
ऐसा ना आनंद छाया कभी त्रिभुवन में,
आज है आनंद बाबा नन्द के भवन में।।

Lyrics (Language: Hinglish – Transliteration)

Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein,
Aisa na aanand chhaya kabhi tribhuvan mein,
Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein।।
Jaan gaye sab hua Yashoda ke lalna,
Jhool raha Nand ji ke angna mein palna,
Dham dham dhol baaje goonje hai gagan mein,
Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein।।
Bhola bhala mukhda hai teekhi teekhi aankhein,
Ghungraale baal kaale manmohan aankhein,
Jaadu sa samaya koi baanki chitvan mein,
Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein।।
Devta bhi aaye saari deviyaan bhi aayi hai,
Nand aur Yashoda ko de rahi badhai hai,
Baat hai zaroor koi sanware lalan mein,
Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein।।
Saare Brajwaasi daude daude chale aa rahe,
Jhume naache gaye saare khushiyan mana rahe,
‘Binnu’ khushiyon ke phool khile kan kan mein,
Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein।।
Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein,
Aisa na aanand chhaya kabhi tribhuvan mein,
Aaj hai aanand Baba Nand ke bhavan mein।।

About the Bhajan (Language: English)

This bhajan celebrates the joyous occasion of Janmashtami, the birth of Lord Krishna, who is revered as the son of Nanda and Yashoda. The lyrics express the immense joy and festivities that surround this divine event. It describes the vibrant atmosphere in Nanda’s home, where everyone is rejoicing, dancing, and singing in celebration. The imagery of the playful and enchanting Krishna, with his charming features, adds to the blissful ambiance. Devotees, including gods and goddesses, are depicted as coming together to offer their blessings and congratulations to Nanda and Yashoda. The bhajan captures the essence of love, joy, and community spirit that characterizes this auspicious festival.

भजन के बारे में (Language: Hindi)

यह भजन जन्माष्टमी के शुभ अवसर का जश्न मनाता है, जो भगवान कृष्ण के जन्म का पर्व है, जिन्हें नंद और यशोदा का पुत्र माना जाता है। गीत में इस दिव्य घटना के चारों ओर के अपार आनंद और उत्सव का वर्णन किया गया है। यह नंद के घर में जीवंत वातावरण का चित्रण करता है, जहां सभी लोग खुशी से झूम रहे हैं, नाच रहे हैं और गा रहे हैं। कृष्ण के चंचल और मनमोहक रूप की छवि इस आनंदमय माहौल में चार चांद लगाती है। भक्त, देवताओं और देवियों सहित, नंद और यशोदा को आशीर्वाद और बधाई देने के लिए एकत्रित होते हैं। यह भजन इस शुभ त्योहार की प्रेम, आनंद और सामुदायिक भावना को दर्शाता है।

Sacred Lyrics & Educational Fair-Use Notice

Lyrics, hymns, and spiritual verses displayed on Kriyasya are presented strictly for cultural, devotional, and educational purposes under the Fair Use doctrine. We deeply revere all original composers, traditional lyricists, and recording artists, and do not promote copyright infringement. If you enjoy this music, please support the artists by purchasing their official releases on licensed platforms such as YouTube Music, Spotify, Gaana, JioSaavn, and Apple Music. Copyright owners or authorized representatives may contact us directly at [email protected] regarding any content verification or takedown requests; our compliance desk reviews and resolves all legitimate notices within 48 hours.

Share This Insight Faith & Devotion

Sacred lyrics, Devanagari Hindi text, Hinglish phonetic transliteration, and spiritual meaning of aaj hai aanand baba nand ke bhavan mein janmashtami bhajan…

aaj hai aanand baba nand ke bhavan mein janmashtami bhajan lyrics Bhajan Lyrics

Share to WhatsApp Post