Kriyasya PULSE
Spirituality Bhajan

humne mata vaishno ke dwar jana hai

Listen and chant humne mata vaishno ke dwar jana hai, dedicated to Lord Devi. Complete Hindi lyrics, Hinglish phonetic recitation, and spiritual meaning.

By Pulse Companion 3 min read Updated September 13, 2026 Curated by Kriyasya

Experience the sacred vibration of humne mata vaishno ke dwar jana hai, a profound devotional hymn dedicated to Lord Devi. Read the authentic Devanagari lyrics, phonetic Hinglish chanting guide, soulful Hindi भावार्थ, and English spiritual translation below.

humne mata vaishno ke dwar jana hai — सम्पूर्ण पाठ (Hindi Lyrics)

जय भवानी बोल तू, जय भवानी बोल,
कुछ ना लगेगा मोल रे, कुछ ना लगेगा मोल।
तू बोल रे जय माता की, तू भूल के ना डोल, जय माँ बोल।

सपनों को करने साकार जाना है,
हमने माता वैष्णो के द्वार जाना है।
सपनों को करने साकार जाना है,
हमने माता वैष्णो के द्वार जाना है।
तू बोल रे जय माता की, तू भूल के ना डोल, जय माँ बोल।

मांगने को सुख का भंडार जाना है,
हमने माता वैष्णो के द्वार जाना है।
जय भवानी बोल तू, जय भवानी बोल।

मैया पुकार जब हमरी सुनेगी,
जागेगी तक़दीर, बिगड़ी बनेगी।
कुटिया को वो महल करे,
सौ जन्मो के कष्ट हरे।
साथ लेके सारा परिवार जाना है,
साथ लेके सारा परिवार जाना है,
हमने माता वैष्णो के द्वार जाना है।
सपनों को करने साकार जाना है,
हमने माता वैष्णो के द्वार जाना है।
जय भवानी बोल तू, जय भवानी बोल,
कुछ ना लगेगा मोल रे, कुछ ना लगेगा मोल।

आ… शेरों वाली की सौ बार जय,
ज्योतावाली की सौ बार जय।
हो हर बात दिल की माँ से कहेंगे,
हा हा कहेंगे, चुप ना रहेंगे।
यही है, यही है इस मेरे मन की लगन।
देखने को उसके चमत्कार जाना है,
देखने को उसके चमत्कार जाना है,
हमने माता वैष्णो के द्वार जाना है।
सपनों को करने साकार जाना है,
हमने माता वैष्णो के द्वार जाना है।
जय भवानी बोल तू, जय भवानी बोल,
कुछ ना लगेगा मोल रे, कुछ ना लगेगा मोल।

ये सोना, ये चांदी, ये हीरे, ये मोती,
मैया बिना, मैया बिना,
सब कुछ है नाम का।
ये मेरा जीवन, जीवन, जीवन,
मैया के बिना किस काम का।
दर्श बिना तड़पे है ये बिरहँ,
करवाने अपना उद्धार जाना है,
करवाने अपना उद्धार जाना है,
हमने माता वैष्णो के द्वार जाना है।
तू बोल रे जय माता की, तू भूल के ना डोल, जय माँ बोल।
सपनों को करने साकार जाना है,
हमने माता वैष्णो के द्वार जाना है।

humne mata vaishno ke dwar jana hai — Phonetic Romanized Chanting (Hinglish)

Jai Bhavani bol tu, Jai Bhavani bol,<nKuch na lagega mol re, kuch na lagega mol.<nTu bol re Jai Mata ki, tu bhool ke na dol, Jai Maa bol.

Sapno ko karne saakaar jaana hai,
Hamne Mata Vaishno ke dwaar jaana hai.
Sapno ko karne saakaar jaana hai,
Hamne Mata Vaishno ke dwaar jaana hai.
Tu bol re Jai Mata ki, tu bhool ke na dol, Jai Maa bol.

Maangne ko sukh ka bhandaar jaana hai,
Hamne Mata Vaishno ke dwaar jaana hai.
Jai Bhavani bol tu, Jai Bhavani bol.

Maiyya pukaar jab humri sunegi,
Jaagegi taqdeer, bigdi banegi.
Kutiya ko woh mahal kare,
Sau janmo ke kasht hare.
Saath leke saara parivaar jaana hai,
Saath leke saara parivaar jaana hai,
Hamne Mata Vaishno ke dwaar jaana hai.
Sapno ko karne saakaar jaana hai,
Hamne Mata Vaishno ke dwaar jaana hai.
Jai Bhavani bol tu, Jai Bhavani bol,
Kuch na lagega mol re, kuch na lagega mol.

A… Sheron Wali ki sau baar Jai,
Jyotawali ki sau baar Jai.
Ho har baat dil ki Maa se kahenge,
Ha ha kahenge, chup na rahenge.
Yahi hai, yahi hai is mere mann ki lagan.
Dekhne ko uske chamatkaar jaana hai,
Dekhne ko uske chamatkaar jaana hai,
Hamne Mata Vaishno ke dwaar jaana hai.
Sapno ko karne saakaar jaana hai,
Hamne Mata Vaishno ke dwaar jaana hai.
Jai Bhavani bol tu, Jai Bhavani bol,
Kuch na lagega mol re, kuch na lagega mol.

Yeh sona, yeh chandi, yeh heere, yeh moti,
Maiyya bina, Maiyya bina,
Sab kuch hai naam ka.
Yeh mera jeevan, jeevan, jeevan,
Maiyya ke bina kis kaam ka.
Darsh bina tadpe hai yeh birahan,
Karvaane apna uddhaar jaana hai,
Karvaane apna uddhaar jaana hai,
Hamne Mata Vaishno ke dwaar jaana hai.
Tu bol re Jai Mata ki, tu bhool ke na dol, Jai Maa bol.
Sapno ko karne saakaar jaana hai,
Hamne Mata Vaishno ke dwaar jaana hai.

भक्ति भावार्थ एवं आध्यात्मिक सार (Spiritual Meaning)

हिन्दी भावार्थ

यह भजन माँ वैष्णो देवी के प्रति अटूट श्रद्धा और विश्वास को व्यक्त करता है। भक्तजन मानते हैं कि माँ के द्वार जाने मात्र से उनके जीवन की सारी इच्छाएं पूरी होंगी और कष्ट दूर हो जाएंगे। माँ का नाम जपना ही सबसे बड़ा पुण्य है।

English Spiritual Translation

This hymn is a fervent declaration of faith, a pilgrimage of the soul towards the divine mother Vaishno. The devotee seeks the sacred abode, believing it to be the gateway to fulfilling dreams and transcending worldly sorrows. The chant of ‘Jai Mata Ki’ is the ultimate offering, a promise of devotion that purifies the spirit.

Sacred Lyrics & Educational Fair-Use Notice

Lyrics, hymns, and spiritual verses displayed on Kriyasya are presented strictly for cultural, devotional, and educational purposes under the Fair Use doctrine. We deeply revere all original composers, traditional lyricists, and recording artists, and do not promote copyright infringement. If you enjoy this music, please support the artists by purchasing their official releases on licensed platforms such as YouTube Music, Spotify, Gaana, JioSaavn, and Apple Music. Copyright owners or authorized representatives may contact us directly at [email protected] regarding any content verification or takedown requests; our compliance desk reviews and resolves all legitimate notices within 48 hours.

Share This Insight Bhajans

Listen and chant humne mata vaishno ke dwar jana hai, dedicated to Lord Devi. Complete Hindi lyrics, Hinglish phonetic recitation, and spiritual…

humne mata vaishno ke dwar jana hai

Share to WhatsApp Post