Kriyasya PULSE
Spirituality Bhajan

jisne saade raghuvar ke saare kaam hai

Listen and chant jisne saade raghuvar ke saare kaam hai, dedicated to Lord Divine. Complete Hindi lyrics, Hinglish phonetic recitation, and spiritual meaning.

By Pulse Companion 2 min read Updated September 13, 2026 Curated by Kriyasya

Experience the sacred vibration of jisne saade raghuvar ke saare kaam hai, a profound devotional hymn dedicated. Read the authentic Devanagari lyrics, phonetic Hinglish chanting guide, soulful Hindi भावार्थ, and English spiritual translation below.

jisne saade raghuvar ke saare kaam hai — सम्पूर्ण पाठ (Hindi Lyrics)

जिसने साधे रघुवर के सारे काम हैं,
जिसकी हर साँस पर, केवल राम का नाम है।
जो राम दीवाना कहलाता सरेआम है,
वो हनुमान है, वो हनुमान है।

जो सात समंदर लांघे,
और पल में लंका जलाए,
जो अपने इस बल को भी,
बस राम कृपा बतलाए।
जिसके मन में ना कण भी ना अभिमान है,
वो हनुमान है, वो हनुमान है।

जिसने साधे रघुवर के सारे काम हैं,
जिसकी हर साँस पर केवल राम का नाम है।

वो राम जो जग का दाता, उस राम से दुनिया सारी,
जिसने कितनों की नैया भव सागर पार उतारी।
उस राम पे भी जिस सेवक का एहसान है,
वो हनुमान है, वो हनुमान है।

जिसने साधे रघुवर के सारे काम हैं,
जिसकी हर साँस पर केवल राम का नाम है।

जो जीत सके हर मन को, वो तीर नहीं तरकश में,
हनुमान सिखाते भगवान् भगत के वश में।
जिसके सुमिरण से मिल जाते प्रभु राम हैं,
वो हनुमान है, वो हनुमान है।

जिसने साधे रघुवर के सारे काम हैं,
जिसकी हर साँस पर केवल राम का नाम है…

jisne saade raghuvar ke saare kaam hai — Phonetic Romanized Chanting (Hinglish)

Jisne saadhe Raghuvar ke saare kaam hain,
Jiski har saans par, keval Ram ka naam hai.
Jo Ram deewana kehlaata sareaam hai,
Vo Hanuman hai, vo Hanuman hai.

Jo saat samandar laanghe,
Aur pal mein Lanka jalaaye,
Jo apne is bal ko bhi,
Bas Ram kripa batlaaye.
Jiske mann mein na kan bhi na abhimaan hai,
Vo Hanuman hai, vo Hanuman hai.

Jisne saadhe Raghuvar ke saare kaam hain,
Jiski har saans par keval Ram ka naam hai.

Vo Ram jo jag ka daata, us Ram se duniya saari,
Jisne kitnon ki naiya bhav saagar paar utaari.
Us Ram pe bhi jis sevak ka ehsaan hai,
Vo Hanuman hai, vo Hanuman hai.

Jisne saadhe Raghuvar ke saare kaam hain,
Jiski har saans par keval Ram ka naam hai.

Jo jeet sake har mann ko, vo teer nahin tarkash mein,
Hanuman sikhaate Bhagwan bhagat ke vash mein.
Jiske sumiran se mil jaate Prabhu Ram hain,
Vo Hanuman hai, vo Hanuman hai.

Jisne saadhe Raghuvar ke saare kaam hain,
Jiski har saans par keval Ram ka naam hai…

भक्ति भावार्थ एवं आध्यात्मिक सार (Spiritual Meaning)

हिन्दी भावार्थ

यह भजन पवनपुत्र हनुमान की असीम भक्ति और शक्ति का गान है, जो प्रभु श्रीराम के प्रत्येक कार्य को सिद्ध करते हैं। हनुमानजी की हर श्वास में रामनाम समाहित है और वे अपनी समस्त शक्तियों को प्रभु की कृपा का ही फल मानते हैं, जिनमें अहंकार का लेशमात्र भी नहीं है।

English Spiritual Translation

This hymn celebrates the boundless devotion and power of Hanuman, the son of the Wind God, who accomplishes all tasks for Lord Rama. His every breath is imbued with Rama’s name, and he attributes all his might to divine grace, devoid of any ego.

Sacred Lyrics & Educational Fair-Use Notice

Lyrics, hymns, and spiritual verses displayed on Kriyasya are presented strictly for cultural, devotional, and educational purposes under the Fair Use doctrine. We deeply revere all original composers, traditional lyricists, and recording artists, and do not promote copyright infringement. If you enjoy this music, please support the artists by purchasing their official releases on licensed platforms such as YouTube Music, Spotify, Gaana, JioSaavn, and Apple Music. Copyright owners or authorized representatives may contact us directly at [email protected] regarding any content verification or takedown requests; our compliance desk reviews and resolves all legitimate notices within 48 hours.

Share This Insight Bhajans

Listen and chant jisne saade raghuvar ke saare kaam hai, dedicated to Lord Divine. Complete Hindi lyrics, Hinglish phonetic recitation, and spiritual…

jisne saade raghuvar ke saare kaam hai

Share to WhatsApp Post